doosron ki hasi main khushi dhundhna
unke gam main dujhi hona
kabhie roothna kabhie manana
kabhie has kar baat taal dena
dil ki baatein itminaan se batana
unke saath achhe bure pal bitana
zindagi main mil jaaye aise log
jinko dekh dil bole 'haan yeh hain humare dost'
No comments:
Post a Comment